Zaika aisa jo dil chu le, aur naam jo pehchan ban jaye! ✨
Published
Pesh karte hain ال عظیم دھابا (Al Azeem Dhaba) ka asli aur lajawab swad. Agar aap bhi Mughlai khane ke shaukeen hain, toh Chandigarh ka yeh thikana aapka intezar kar raha hai. Apne doston aur family ke sath aaiye aur lijiye behad umda zaike ka maza! 🍲✨